AS SALAM ALIKUM ap ko kisi bhi nohay&manqabat ky lyrics chahiye just comment krien apko yaha miljae gy Shukriya!!!!!
Sunday, March 24, 2019
Jeet gaya laal qalandar
Jeet gaya laal qalandar
Kar to liya zulm qalandar ki zamee'n par
rok saka kaun bhala zikr e qalandar
agli sahar aai to duniya ne ye dekha
phir wahi mela, wahi naubat, wahi langar
bolo bolo sakhi laal qalandar mahaan
ali ali ali ali
Jhoole laal bolo.. ali ali ali ali
sona laal bolo.. ali ali ali ali
jhoole laal bolo sona laal bolo
haar gaya hai dushman e haider..
jeet gaya..jeet gaya..jeet gaya laal qalandar
sajj gaya mela sehwan ki zamee'n par
jeet gaya laal qalandar
laal qalandar, laal qalandar
mast jhoole laal qalandar
1. Phir se usi shaan ka mela ye saja hai
saare shaheedo'n ka lahu bol raha hai
kehte hai saare labbaik qalandar
jeet gaya laal qalandar
2. Naaro se phir se ye fiza goonj rahi hai
ishq e qalandar me ye naubat jo baji hai
wajd mein aayi shaame qalandar
jeet gaya laal qalandar
3. Jo hai sage sooe e qalandar wo kahega
zikr e qalandar na ruka hai na rukega
jao dhamale naara lagakar
jeet gaya laal qalandar
4. Nagri qalandar ki malango ki zamee'n hai
parcham e ghazi ke sabab aur hasee hai
kitna hasee'n hai aaj ye manzar
jeet gaya laal qalandar
5. Aaj bhi is darr pe sawarte hai muqaddar
jaate hai farhan sabhi jholiya bhar kar
kyu na kahe phir duniya se mazhar
jeet gaya laal qalandar
Jhoole laal bolo.. ali ali ali ali
sona laal bolo.. ali ali ali ali
jhoole laal bolo sona laal bolo
ali ali ali ali
Ali ali maula ali
Ali ali maula haider maula
Ali ali..ali ali..
sadiyo ke intezaar ka kaisa sila diya
dono jaha'n ka sar meri janib jhuka diya
13 rajab ali se ye bola khuda ka ghar
qibla mujhe to aapne kaaba bana diya
ali ali ali ali...ali ali ali ali..ali ali ali ali..ali ali maula haider maula
Aaye ali khana e kaaba ye pukara
milke lagao sabhi haiderii naara
ali ali ali ali ali ali haider maula..(2)
1. Dekhne manzar ye nabi aur wali aaye hai
ghar hai ye allah ka aur usme ali aaye hai
kaisa hasee'n aaj hai kaabe ka nazara
kisko mila wasf ye duniya me dobara
ali ali ali ali ali ali haider maula..(2)
2. Zebe musalla the nabi karte the haqq se dua
kaun kufe fatima zehra hai khuda ya bata
kaisa diya khaliq e akbar ne ishara
aaya dare haider e safdar pe sitara
ali ali ali ali ali ali haider maula..(2)
Raato'n ko ali jaage to khaliq ne ye socha
farshe shab e hijrat to sajana hi padega
khatre mein na padd jaaye mera wasfe khudai
ek shab ke liye isko sulana hi padega
sulana hi padega..sulana hi padega
3. Waqeya ye bhi shabe hijrat ke sabab hogaya
wasfe khudai ko bachana tha ali sogaya
bistar e Ahmed ke qareeb pohcha bichara
lashkar e kuffar ka sardaar pukara
ali ali ali ali ali ali haider maula..(2)
4. Jispe mere maula ne ek ghaiz mein daali nazar
uthta nahi duniya se uth jaata hai wo ehle sharr
bughz e ali deta hai bande ko khasara
ishq e ali ne hi muqaddar ko sawara
ali ali ali ali ali ali haider maula..(2)
5. Leke Mohammad se alam jaate rahe soorma
guzre kai roz magar fatha na khaiber hua
mil gaya mushkil mein Mohammad ko sahara
naade ali padhke Mohammad ne pukara
ali ali ali ali ali ali haider maula..(2)
6. Mazhar o farhan ka ailaan zamana sune
haider e qarrar ki midhat mein tarana sune
kehta hai har aan ye eeman hamara
tujhsa banaya hi nahi rabb ne dobara
ali ali ali ali ali ali haider maula..(2)
ali ali ali ali...ali ali ali ali..ali ali ali ali..ali ali maula haider maula..(2)
ali ali maula haider maula..(4)
Tuesday, March 19, 2019
badshah hussain lyrics
Badshah Hussain ,Hussain Badshah Hussain > 2
Yeh Deen Panaahi Ka Sharaf Kisko Mila Hai?Yeh Kiska Laqab Hai Jo Sare Arsh Likha Hai
Badshah Hussain, Hussain Badshah Hussain >2
Badshah Hussain ,Hussain Badshah Hussain >2
Shah Ast HussainBadshah Ast HussainDeen Ast HussainDeen Panah Ast HussainSardad Na Daad Dast Dar Dast E yazeedHaqqa K Bina Laa Ilaah Ast Hussain
Badshah Hussain ,Hussain Badshah Hussain >2Karbobala Ishq E Khuda Ishq Ka Tu Sultaan Hussain >2
Badshah Hussain ,Hussain Badshah Hussain >2Karbobala Ishq E Khuda Ishq Ka Tu Sultaan Hussain >2
Shah Hussain, Badshaah Hussain, Deen Ast HussainDee’n Panah Ast Hussain >2
Mola Bara Kaam KiyaDeen E Khuda KiyaKar Naa Saka Koi KabheTuny Wohi Kaam Kiya
Wada Wafa Karky Raha, Sar Na Jhuka Haq Py JiyaSabsy Bara Mera Khuda, Karta Rha Ailaan Hussain
Shah Hussain, Badshaah Hussain, Deen Ast Hussain, Deen Panah Ast Hussain >2Karbobala Ishq E Khuda Ishq Ka Tu Sultaan Hussain >2
Ishq Tera, Ishq-e-KhudaNokey Sina Tak Jo GyaIshq Main Jo Tuny DiyaKoe B Woh Dey Na Saka
Noor-e-Khuda, Dast-e-Khuda, Tery Siwa Kon HuaKehna Para Likhna Para, Hai Yeh Tera Ehsaan Hussain
Shah Hussain, Badshaah Hussain, Deen Ast Hussain, Deen Panah Ast Hussain >2Badshah Hussain ,Hussain Badshah Hussain >2Karbobala Ishq E Khuda Ishq Ka Tu Sultaan Hussain >2
Sarwar-e-Zeeshan HussainAzmat-e-Insaan HussainBolta Quran HussainMain Tery Qurban Hussain
Meer-e-Haram, Rab Ki Kasam, Tera Yeh Gham, Hoga Na KamFarsh-e-Aza Haq Ki Sadaa Hai Yeh Tera Faizan Hussain
Shah Hussain, Badshaah Hussain, Deen Ast Hussain, Deen Panah Ast Hussain >2Karbobala Ishq E Khuda Ishq Ka Tu Sultaan Hussain >2
Azme Jawaan , TashnalabaBewatana , BekafanaTere Liyeh Hai Yeh FughaArsh-o-zameen Nauhakuna
Dard E Dilaa’n Tashnadahan Khush Zabaan Nokey SinaTan Sey Juda Sar Tha Magar Parhta Raha Quran Hussain
Shah Hussain, Badshaah Hussain, Deen Ast Hussain, Deen Panah Ast Hussain >2Badshah Hussain ,Hussain Badshah Hussain >2Karbobala Ishq-e-Khuda Ishq Ka Tu Sultaan Hussain >2
Haan, Har Ja’n Hai Haqumat Teri Har Dil Mei Basa HaiHar Dil Mei Azakhaana Tera Aaj Saja HaiQuran-e-Masaaeb Main Tera Naam Likha HaiMatam Ke Sada Hai K Yeh Tu Bol Rha Hai
Ishq-e-Khuda Teri Adaa Naam Tera Zinda RahaKarbobala Di Hai Sada Tu Hai Bada Insaan Hussain
Shah Hussain, Badshaah Hussain, Deen Ast Hussain, Deen Panah Ast Hussain >2Karbobala Ishq E Khuda Ishq Ka Tu Sultaan Hussain >2
Han, Thi Zinda Azadaari Teri Zinda RahegeWo Qaum Jo Behdaar Hai Gham Tera KaregiAwaze Azaan Jo Tery Roze Se UthegiWallah Khudee Teri Aawaaz Sunage
Shah-e-Zaman, Hadi-e-Mann. Naz-e-Chaman, Sheeri SukhanShan-e-NABI, Shaan-e-ALI, Yaani Meri Jaan Hussain
Shah Hussain, Badshaah Hussain, Deen Ast Hussain, Deen Panah Ast Hussain >2Badshah Hussain ,Hussain Badshah Hussain >2Karbobala Ishq E Khuda Ishq Ka Tu Sultaan Hussain >2
Jannat-e-Man KarbobalaRahat-e-Man KarbobalaSarwar-O-Rehan-e-AzaDaulat-e-Man Karbobala
Hum Hain Safeeran-e-aza, Shah-e-Huda, Tumpy SadaJan Karain Tumpe Fida, Hai Yeh Mera Armaan Hussain
Shah Hussain, Badshaah Hussain, Deen Ast Hussain, Deen Panah Ast Hussain >2Karbobala Ishq-e-Khuda Ishq Ka Tu Sultaan Hussain >2Badshah Hussain ,Hussain Badshah Hussain >3
Dharkan bolay Ali Ali
Ali Ali Ali ALi ALi..........
Yaa Ali....
ooo... Ali Alata Aki inama
Ali badshah... Ali bandagi....!!
..Ali zindagi..!!Ali agahi..!!Ali roshani.!!
hooo... Ishq e Ali hy dil ki manzil...!!
phir kesa gham kesi mushkil is naam ka kry..,
wird mera dill...!!!
seenay me dill hy dill me hy dharkan
Mola Mola (2x)
seenay me dill hy dill me hy dharkan
darkhan boly Ali Ali..(2x)
Tera bhi Mola mera bhi Mola..,
mera bhi Mola....Ali Ali
seenay me dill hy dill me hy dharkan
darkhan boly Ali Ali..\
dharkan dharkan Ali Ali...(2x)
Mola Mola.....
Tooti hui deware kaba bol rahi hy,
ab tk...raaz Ali ki amad ky wo khol,
rahi hy ab tak.......,
is ghr ka makien hy.... Ali Ali..,
dhoondo to yehi hain....Ali,ALi
kaby ka nagien hy...ALi,Ali
seenay me dill hy dill me hy dharkan
darkhan boly Ali Ali...(2x)
dharkan dharkan Ali ALi...(4x)
Mola Mola...
Dono jahano me chalta hy sirf..,
isi ka ceeka chand me iska naam..,
khuda ny harf e jali sy likha...,
Islam ka chehra ALI Ali..,
Quran ka lehja Ali ALi..,
Nabiyon ka wazifa Ali ALi..,
seenay me dill hy dill me hy dharkan
darkhan boly Ali Ali...(2x)
Darwesho ky lab pe hy ye aik hi,
nara....,MOla MOla (2x)
Ehsas me har saas me reht hy ALi..,
Han seenay me dill ban ky dharakta hy.,
Ali.., bijli me mery Mola ky lehjay..,
ki kark hy..,Dushman pe kehar ban ky.,
barsta hy YA ALI....
\ \
\
MOla Mola Ali Ali (2x)
Haaaan...Zarb teri saqlain pe bhari..,
or sajdo pe sajda...,
sajdo ki toqeer barhaye Mola tera..,
Har sajda...,
,mehraj e ebadat ALi ALi
sajro ki taharat ... Ali Ali
bunyade Imamt Ali ALi
seenay me dill hy dill me hy dharkan
darkhan boly Ali Ali...(2x)
Darwesho ky lab pe hy ye aik hi,
nara....,MOla MOla (2x)
Rab ny sawara ALi,Rab ny pukara ALi,
Phely banya kaba us me utara ALi,
Chand sitary boly, dariyan kinary boly.,
BEjhien Salami tujhy arsh ka tara Ali...,
Mola Mola
Ayat e Qurani ALi, Rab ki nishani ALi..,
deen ki kahani ALi..,deen ki kahani Ali..,
deen ki jawani ali..,khuld me ana Ali..,
khuld sy jana ALi..,tery siwa to nahi koi.,.
koi bahana Ali
MOla Mola......
Ali teri zaat ALi, wajah e nijaat ALi,
teri mawali bani teri qainat ALi..,
rang tery rang Ali..,Tu hy mery sang hy Ali..,
tera wazifah phary tera ye malang ALi..,
Mola MOla......(3x)
haaaan...midhat ka quran parho Farhan ALi waris hy..,
mazhar ye Haq baat ka hy Elaan Ali Waris hy....
Sb tery hawaly..,ALi ALi, do jag ko paly..,ALi Ali,
Mujhy apna banay Ali Ali
seenay me dill hy dill me hy dharkan
darkhan boly Ali Ali...(2x)
Ali.....Ali.....Ali.......YA Ali...

Monday, March 18, 2019
Abbas sughra se kaho
Abbas sughra se kaho
Na jao.. na jao
Haaye..
Qafla jab ke rawana tha sue karbobala
aake abbas se kehne lagi rokar sughra
chacha jaan aapki baat mere baba nahi talenge
aap baba ko manalenge chacha jaan
le chaliye mujhe karbobala saath
chacha jaan, le chaliye mujhe karbobala saath
Maula abbas ne jakar ye shahe dee'n se kaha
bibi zidd karti hai le chaliye use karbobala..(2)
Hussain ya hussain...
Hussain bole..
Aye mere bhai alamdaar
Abbas sughra se kaho, tum ghar mein raho
abbas, abbbas, abbas..(2)
1. Hum jaha'n jaenge mahaul sharabi hoga
sar chupane ke liye hogi mayassar na rida
sabr karna shahzadi
ek sabab hai aur magar
tum shabih e fatima ho
mai kaise tumhe le jau karbala
Abbas sughra se kaho, tum ghar mein raho
abbas, abbbas, abbas..(2)
2. Door dariya se mere khaime lagenge beta
aur haftum se sabhi pyaase rahenge beta
sabr karna shahzadi
honge haram bhi khaak basar
tum shabih e fatima ho
mai kaise tumhe le jau karbala
Abbas sughra se kaho, tum ghar mein raho
abbas, abbbas, abbas..(2)
3. Subh e ashoor ke aasar jo honge muztar
khoon royenge sabhi sunke azaan e akbar
sabr karna shahzadi
wo hai shabih e payghambar
tum shabih e fatima ho
mai kaise tumhe le jau karbala
Abbas sughra se kaho, tum ghar mein raho
abbas, abbbas, abbas..(2)
4. Dekh sakti hi nahi aisa wo manzar hoga
halq par mere rawa'n shimr ka khanjar honga
sabr karna shahzadi
hongi waha'n pe khud madar
tum shabih e fatima ho
mai kaise tumhe le jau karbala
Abbas sughra se kaho, tum ghar mein raho
abbas, abbbas, abbas..(2)
5. Beta phir sham e ghareeba'n mein chinegi chadar khaime jal jaenge phir hogi qayamat ki sahar sabr karna shahzadi shaam ki janib hoga safar tum shabih e fatima ho mai kaise tumhe le jau karbala Abbas sughra se kaho, tum ghar mein raho abbas, abbbas, abbas..(2) 6. Shaam ki galiyo'n se, bazaro se, guzrenge haram pehle darbaar mein phir qaid mein jayenge haram sabr karna shahzadi qaidi rahenge tashna jigar tum shabih e fatima ho mai kaise tumhe le jau karbala Abbas sughra se kaho, tum ghar mein raho abbas, abbas, abbbas..(2) 7. Ek ek lafz hai mazhar tera irfan e azaa kehke ye rone lage sayyad e zeeshan e azaa sabr karna shahzadi tum se rahe aabad ye ghar tum shabih e fatima ho mai kaise tumhe le jau karbala Abbas sughra se kaho, tum ghar mein raho abbas, abbbas, abbas..(3)

bazar e sham zainab
bazar e shaam zainab
Haaye..Haaye..
Zainab aur shaam..(2)
Nabi ke roze par, sadaat ye karte the buka
ghareeb zainab kaise bhulaye shaam
balo ki safedi...
har zakhm dil ka, neel rasan ke
chashm e sajjad se wo behte hue khoon ke aansu
kehte hai..
bazaar e shaam zainab, darbaar e shaam zainab..(2)
zindan e shaam zainab kaise bhulaye
bazaar e shaam zainab, darbaar e shaam zainab..
zindan e shaam zainab kaise bhulaye
1. Gyarah (11) moharram karbobala se
shaam chali Ahmed ki nawasi
saath alam ke surkh pharera
naizo pe sar chehro pe udaasi
lekar nishaan.. zainab
be sayebaan.. zainab
thi nauha khwaan.. zainab
kaise bhulaye
bazaar e shaam zainab, darbaar e shaam zainab..
zindan e shaam zainab kaise bhulaye
2. Shaam sheher mein jis dum pohche
mehwe buka thi aale payambar
shehnayi ki goonj thi har soo
aag barasti thi kahi'n patthar
ghum se nidhaal.. zainab
thi pur malaal.. zainab
wo istaqbaal.. zainab
kaise bhulaye
bazaar e shaam zainab, darbaar e shaam zainab..
zindan e shaam zainab kaise bhulaye
3. Shehr e halab mein qafla pohcha
taaza qayamat waqt ne dhayi
gard e safar chehro pe padi thi
shiree'n hamein pehchaan na payi
kunbe ki zayn.. zainab
wo shoro shayn.. zainab
shiree'n ke bayn.. zainab
kaise bhulaye
bazaar e shaam zainab, darbaar e shaam zainab..
zindan e shaam zainab kaise bhulaye
4. Naize pe dekha akbar ka sar
kufe mein boli ek zaeefa
aye kaash teri maut se pehle
mar gayi ho teri madar dukhiya
lab tashnkaam.. zainab
han wo kalaam.. zainab
badr-ut-tamaam.. zainab
kaise bhulaye
bazaar e shaam zainab, darbaar e shaam zainab..
zindan e shaam zainab kaise bhulaye
5. Chalte hue naaqe se giri thi
raah mein jab masoom sakina
dhundhne nikli zainab dukhiya
daadi ke pehlu mein use paaya
thi beqaraar.. zainab
aa dil figaar.. zainab
maa ki pukaar.. zainab
kaise bhulaye
bazaar e shaam zainab, darbaar e shaam zainab..
zindan e shaam zainab kaise bhulaye
6. Shaam ki galiyo'n aur koocho mein
nauha kuna aulad e nabi thi
ehle haram sab be parda the
charo taraf mahaul sharabi
bint e ameer.. zainab
hoke aseer.. zainab
nazro ke teer.. zainab
kaise bhulaye
bazaar e shaam zainab, darbaar e shaam zainab..
zindan e shaam zainab kaise bhulaye
7. Ehle haram ke dil pe likhi hai kaan'to bhari abid ki musafat wo tees ghante kaise bhulaein aale nabi aur baab e sa'at jab pehli baar.. zainab pohchi darbaar.. zainab wo intezaar.. zainab kaise bhulaye bazaar e shaam zainab, darbaar e shaam zainab.. zindan e shaam zainab kaise bhulaye 8. Pehli majlis qaid e jafa mein barpa hui irfan aur mazhar pohchi madine paa ke rehayi nana se boli zainab e muztar bazaar e shaam.. zainab darbaar e shaam.. zainab zindaan e shaam.. zainab kaise bhulaye bazaar e shaam zainab, darbaar e shaam zainab.. zindan e shaam zainab kaise bhulaye Zainab aur shaam

Ali ya ali haider
Ali ya ali haider
Ali ya ali, haider..(4)
Ash hadu anna aliyan waliyullah
Parsaa
Ye ishq baba deta hai...parsaa
Dar dar pe bhatakna chod de..(2)
ghairo ke dar pe aana jaana chod de
jo baan't raha hai rizq e hunar..(2)
tu bhi usi se lau laga..(2)
darwesh sifat hojaa...
haider, haider ya haider, haider
asadullah, ainullah, samiullah, wajhullah
darwesh sifat hojaa
tab dil mein haider aaenge.
Salman yehi samjhata hai..(2)
aur malik e ashtar kehta hai
haider ya haider..
asadullah, ainullah, samiullah, wajhullah
1. Aajaye ajal to marta nahi ye wasf bhi haider rakhta hai
ghutne se naan e jabi tode angusht pe khaiber rakhta hai
haider to usi ko kehte hai..(2)
jo aql e bashar se baala hai
haider, haider ya haider, haider
asadullah, ainullah, samiullah, wajhullah
darwesh sifat hojaa...
tab dil mein haider aaenge.
2. Allah mera mausoof nahi na dekh falak ki janib tu
darwesh ki fitrat mein dhalja aaega samajh mein allahu
padh nehje balagha ghaur to kar..(2)
tauheed ka pehla khutba hai
haider, haider ya haider, haider
asadullah, ainullah, samiullah, wajhullah
darwesh sifat hojaa...
tab dil mein haider aaenge.
3. Wash shams bhi haider maula hai, wallayl bhi sura e kausar bhi
Me'raj ki shab ye raaz khula hai wahi hijab e akbar bhi
wo kaun hai, kya hai, kabse hai?..(2)
insaan isi mein uljha hai
haider, haider ya haider, haider
asadullah, ainullah, samiullah, wajhullah
darwesh sifat hojaa...
tab dil mein haider aaenge.
4. Khaliq ki gawahi mursal hai, mursal ki gawahi haider hai takhleeq ke din se aaj talak har pal ki gawahi haider hai jab kuch bhi nahi tha, tab mai tha..(2) ye sirf ali ka daawa hai haider, haider ya haider, haider asadullah, ainullah, samiullah, wajhullah darwesh sifat hojaa... tab dil mein haider aaenge. 5. Kya marhab o antar ke qisse, ye baat purani hai logo wo waqt e shahadat ka manzar ye asl kahani hai logo darwesh bano tab samjhoge..(2) kya fuzto bi rabbil kaaba hai haider, haider ya haider, haider asadullah, ainullah, samiullah, wajhullah darwesh sifat hojaa... tab dil mein haider aaenge. 6. Irfan e azaa, irfan e wila sab ishq e ali se milta hai har phool wila ki khushbu liye tauheed ke dil mein khilta hai wo mazhar e yazdaa'n ka mazhar..(2) aayat e wila ka maqta hai haider, haider ya haider, haider asadullah, ainullah, samiullah, wajhullah darwesh sifat hojaa... tab dil mein haider aaenge. Ali ya ali, haider..(4)

Hogi Ziyarat qubool
Haan.. Bibi zehra se wada nibhate chalo.... Zawwaro Har qadam farsh e matam bichate chalo... Zawwaro Na ho garmi ka ehsaas aur na thakan karwan e azaa ko badhate chalo Hogi ziyarat qubool.. insha allah, insha allah, insha allah Haan.. Mera zawwar haji se kam to nahi.. Zawwaro Arshe aazam se afzal hai ye sar zamee'n..Zawwaro Hath khali yaha'n se nahi jaoge Sar jhukane se pehle ye karlo yaqee'n Hogi ziyarat qubool.. insha allah, insha allah, insha allah Haan.. Zaero'n ki hai khidmat guzari sharaf.. Zawwaro Denge iska sila tumko shahe najaf.. Zawwaro Mere abbas ke darr pe jaoge jab ek aawaaz gunjegi charo taraf Hogi ziyarat qubool.. insha allah, insha allah, insha allah Haan.. Mai jo kehta hu aye pursa daro suno.. Zawwaro Apne bachho'n ko bhi ye hi taleem do.. Zawwaro Karbala aate jaate raho saal bhar Yaha ashoor aur mera chehlum karo Hoga raazi khuda.. Insha allah Insha allah, Insha allah Haan.. Kya samajhte ho paidal safar ko bhala.. Zawwaro Is safar mein hai shamil sabhi ambiya.. Zawwaro Ye safar hai ibadat, shifa'at bhi hai khuld ko jaa raha hai yehi raasta Wallah, wallah ya hussain..(2) Nahi bhulenge azadaar wada nibhaenge azadaar sayyedo sardaar sadaa.... Insha allah Aenge hum karbobala... Insha allah Mazhar o irfan e aza...Insha allah Qafele laenge sadaa... Insha allah Karbobala aake lahu khud ye pukarega Eemaan hussain.. wallah meri jaan hussain.. wallah qur'an hussain.. wallah meri pehchaan hussain.. wallah Wallah, wallah ya hussain..(2) Aye Mohammad ke nawase.. tujhpe lakho salaam....
Ali(A.S) Sher e Khuda new manqabat 2019
Ali shaire khuda hyder hyder
gahror e kibriya..!! hyder..!! hyder
Wasiye Mustafa..!!hyder..!! hyder..!!)(2)
\ (1) Tera darbar duniya me mukadar saaz hy
Mola...,
jisy parwaz to dede wohi Shahbaz hy Mola..,
tujhy parda Muhammand sy sar e meraj jo bola...,
hume lehjay syy lagta hy teri awaz hy Mola....
safeer e kibriya, hyder..!! hyder..!!
Muhammad ki dua.... hyder..!! hyder..!!
gharor e kibriya, hyder..!! hyder..!!
Ali Ali Ali ALi Ali Haider............
Ali shaire khuda hyder hyder
gahror e kibriya..!! hyder..!! hyder
Wasiye Mustafa..!!hyder..!! hyder..!!
(2) Dil sair hy gadae ameer ka...!!!
khali kabhi raha ni kasa faqeer ka..!!
mtlb yehi hy hath ki har aik laqeer ka,
daman na chutny pae janab Ameer kA..!!
\
Ameer e do sara... hyder...!! hyder..!!
Muhammad ki dua.... hyder..!! hyder..!!
gahror e kibriya..!! hyder..!! hyder
Ali shaire khuda hyder hyder
gahror e kibriya..!! hyder..!! hyder
Wasiye Mustafa..!!hyder..!! hyder..!!
(3) tery any pe khilti hy jidare Khana-e-kaba
or kadre zarf khety hn... tery arif hn jo,
Mola...
Namaz e panjagana ka maza apni jaga liken...,
hume tasbeeh hi lagta hy Ali ky naam ka nara.
Kaho mil kr zara.... hyder..!! hyder...!!
gahror e kibriya..!! hyder..!! hyder
Wasiye Mustafa..!!hyder..!! hyder..!!
Ali shaire khuda hyder hyder
gahror e kibriya..!! hyder..!! hyder
Wasiye Mustafa..!!hyder..!! hyder..!
(4) WO shahe zameen e mollah rahy Fizahe najaf...,,
riazz e khulq bhi hy shahe ky hawae najaf...,
mareez ky liye kaseer hy ye dono sukhien
ghubar e marqad Shabir or hawae najaf....!!
Daleel e karbala... hyder..!! hyder..!!
Muhammad ki dua ...hyder..!! hyder..!!
Gharor e kibriya.. hyder..!! hyder..!!
Ali shaire khuda hyder hyder
gahror e kibriya..!! hyder..!! hyder
Wasiye Mustafa..!!hyder..!! hyder..!!
(5) Teri marzi sy chalta hy nizamy do,
jahan Mola,
tery kun ka nateeja hy zameeni asmaan Mola..!!!
teri zojah ky sadke me sabhi ko rizq milta hy,..,
tery sadqe me malango ki lagi hn rotiyan Mola..
Farqeero ki sada... hyder..!! hyder..!!
Ali shaire khuda hyder hyder
gahror e kibriya..!! hyder..!! hyder
Wasiye Mustafa..!!hyder..!! hyder..!!
(6)Pather pe Alam Deen ka g ara kisne..,
lalkar ky merhaad ko pachara kisne..,
ashaabe payember sb thy mojood..,
bolo bolo dare khyber ko ukhara ..,
kisny...
shah e khyber kushah...hyder..!! hyder..!!
Muhammad ki dua...,hyder..!! hyder..!!
Ali shaire khuda hyder hyder
gahror e kibriya..!! hyder..!! hyder
Wasiye Mustafa..!!hyder..!! hyder..!
(7) Abu talib, Abu talib, Abu talib
sb pr hy ehsan Ali ky baba ka,
Deen e nabi hy daan Ali ky baba ka,
Han isky banany wala Takalum shia tha,
nikle yahan sy jo hy Dushman shiayon ka..,
hy ye Pakistan Ali ky baba kaa......(2)
Waatan ta aaa sara...hyder..!! hyder..!!
Muhammad ki dua... hyder..!! hyder..!!
gharor e kibriya... hyder..!! hyder..!!
(8) Qalander lal lal lal murshad lal lal.....(2)
sehwan sada peer sadaaa rahy mery dill de ander..,
jhoolay joohlay...,lal dam mast Qalander...,
sehwan de sarkar..., dam must Qalander
waliayan da sardar Qalander
kar dy bera paar Qalander
Sb de khali jholiyan bhardy..,,
Haider da ye nokar...
Qalander de sadaaa...,hyder..!! hyder..!!
Ali shaire khuda hyder hyder
gahror e kibriya..!! hyder..!! hyder
Wasiye Mustafa..!!hyder..!! hyder..!
Subscribe to:
Posts (Atom)
Kabi Kabi Main Yea Sochta Hung (Mir Hassan Mir Manqabat 2019) Yea Sochta Hunng Kabi Kabi Main Ay Saqi Salman MainKuch Soch Raha HUng (2)...
-
(Ali Ali Ali ALi Ali Haider............ Ali shaire khuda hyder hyder gahror e kibriya..!! hyder..!! hyder Wasiye Mustafa..!!...
-
Abu talib ka gharana ali ali maula ali ali maula quraan paraaya hai imaan bataaya hai imraan ke gharaane ne islaam bachaaya hai ba...
-
Allah o Akbar Ya Ali Lyrics Ali…Ali Ali (2) Ya Ali o Ya Ali o Ya Ali (4) Shah-e-Marda’n Sher-e-Yazda’n Quwat-e-Parwardigar ..(2) Lafat...